Naat: Junaid Jamshed - Muhammad ka Roza
[Authorizer Edit: Audio URL updated]
You have contributed 10.0% of this topic

| Media Player |
|---|
Report: (login required)
Click here to download file
|
Naat: Junaid Jamshed - Muhammad ka Roza
[Authorizer Edit: Audio URL updated]

| Waaiz Kamaal-e-Tark Say Yaan Muraad |
| Duniya Jo Chor Di Hai Toh Uqba Bhi Chor Day |
| Taqlid Ki Rawish Say Toh Behtar Hai Khudkushi |
| Rasta Bhi Dhoond Khizr Ka Sauda Bhi Chor Day |
| Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai |
| Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai |
| Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai |
| Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai |
| Farishto Yeh Day Do Paigham Unko |
| Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto |
| Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai |
| Madina, Madina,Madina,Madina |
| Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina |
| Madina, Madina,Madina,Madina |
| Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina |
| Wafa Tum Na Dekho Gay Hargiz Kisi Main |
| Zamana Wo Aisa Qareeb Aa Raha Hai |
| Hifaazat Karo Apnay Iman-o-Deen Ki |
| Zamana Wo Aisa Ajeeb Aaa Raha Hai |
| Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai |
| Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai |
| Farishto Yeh Day Do Paigham Unko |
| Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto |
| Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai |
| Madina, Madina,Madina,Madina |
| Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina |
| Madina, Madina,Madina,Madina |
| Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina |
| Tumhain Kuch Khabar Hai Kahan Ja Raha Hun |
| Rasool-e-Khuda Hain Wahan Ja Raha Hoon |
| Tumhain Kuch Khabar Hai Main Kya Pa Raha Hun |
| Mohabbat Ka Unki Maza Pa Raha Hoon |
| Chalo Ja Kay Rehna Madinay Main Ab Toh |
| Qiyamat Ka Manzar Qareeb Aa Raha Hai |
| Farishto Yeh Day Do Paigham Unko |
| Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto |
| Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai |
| Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai |
| Madina, Madina,Madina,Madina |
| Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina |
| Madina, Madina,Madina,Madina |
| Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina |
| Nigahon Main Sultaniyat Heech Ho Ge |
| Jo Paye Ga Dil Main Payam-e-Madina |
| Sukoon-e-Jahan Tum Kahan Dhonndtay Ho |
| Sukoon-e-Jahan Hai Nizam-e-Madina |
| Madina, Madina,Madina,Madina |
| Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina |
| Madina, Madina,Madina,Madina |
| Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina |
| Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai |
| Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai |
| Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai |
| Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai |
| Farishto Yeh Day Do Paigham Unko |
| Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto |
| Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai |






This cannot be undone and I am sure it will be greatly appreciated.
Please wait...