Kaisa - Musalmaan hai?
Fajar neend mein.
Zuhar college ya job mein.
Asar aaraam mein.
Asar aaraam mein.
Maghrib kaam mein.
Ishaa TV mein.
Jumah ke sirf doh rakaat.
Wo bhi duniya ke khayal mein.
Agar koi tahajjud padhta hai to
ye bahut ta'jjub ki baat samajhta hai!
ye bahut ta'jjub ki baat samajhta hai!
Yaad rahe...
Qabar main sabse
Pehele jo sawal hoga wo
Pehele jo sawal hoga wo
Namaz hi ke bare main hoga.
Aap sabse guzarish hai ke apne momin
bhaiyon aur behno ko namaz ki dawat de.
Inshallah Allah
Aapko is ka ajar milega.
Allah us bande ki jaayiz hajaat poori karey jo
ye message sab tak pohanchaye


