Jo takabur k taj ko dor pheank dety hain -HAZRAT ALI(R.A)
Jab main chahta hon "KHUDA"sy baat karon tu main "NAMAZ"parta hon or jab main chahta hon k "KHUDA" muj
sy baat kary tu main"QURAN" parta hon -HAZRAT ALI(R.A)
koshish kro keh tum Duniya me raho, Duniya tum me na rahe... kyon keh....kashtti jab tak Paani me rehti hai khoob terti hai.... Lekan jab Paani kashtti me aa jata hai to wo Doob jati hai...!!!
Jo "Aqalmand" Se Laray Wo "Izzat" Ki Ta'uwaq'a Na Rakhey.!" -Shekh Sadi (R.A)]
Janwar Apne Mallik Ko Pehchanta Hai,Lekin Insaan Apne Khuda Ko Nahein Pehchanta.
-Hazrat Usman Ghani (R.A)
Kisi ne HAZRAT ALI(R.A)] se poocha
Q. kareeb kaya hai
A. Qayamat
Q. kareeb tar
A. maut
Q. ajeeb kiya hai ?
A. duniya
Q. ajeeb tarr?
A. Talib e dunya
Q. wajib kiya hai?
A. Tauba
Q. wajib tar
A. Guunah k doreb baad tauba
Q. Mushkil kiya hai
A. Qabar mai utarna
Q. mushkil tar
A. amal k bagair qabar mai utarna
Hazrat Umer Farooq RA

HAZRAT ALI(R.A)

Insan Ka Fazool ShouQ Main Waqt Kho Dena,Is Bat Ki Dalil Hai Ke KHUDA Os Se Naraz Hai.-HAZRAT ALI(R.A)
jo Kaam Loagoun Ky Samnay kerna munasib Nahi,Behtar hai us ko choup ker bi na kya jaye.-HAZRAT ALI(R.A)