Forum Menu - Click/Swipe to open
 

Noor Zaman Shazli Batil Peer ( exposed by his ex Khalifah )

Jump to page:

You have contributed 15.1% of this topic

Thread Tools
Appreciate
Topic Appreciation
MUSLIMAH_119
2 guests appreciate this topic.
Rank Image
muslimman's avatar
Offline
Unspecified
241
Brother
294
muslimman's avatar
#106 [Permalink] Posted on 15th March 2016 22:06
report post quote code quick quote reply
No post ratings
back to top
Rank Image
MUSLIMAH_119's avatar
Offline
Unspecified
794
Sister
276
MUSLIMAH_119's avatar
#107 [Permalink] Posted on 16th March 2016 10:40
This is the stance they are holding....
I personally have never heard of the man but I do appreciate this thread jazakAllaah Khair




www.markazeilaj.com/ NOTICE

Jin logo ko hum ne Silsilay se Kharij kia hai ya jis ne Silsila chora hai propaganday main aakar, woh tamam log is baat main Muddai hojatay hain, woh muddai hojatay hain yani dawa kartay hain ke Hazrat ghalat hain, to ayse logo ko yeh jawab dia jata hai ke woh Hazrat Sheikh Syed Noor Zaman Naqshbandi Shazli (D.B) ke samnay aakar baat karen.

Agar woh is ke liye tayyar hojatay hain to Hazrat se rabta karen, Hazrat ka number na milay to Hazrat ke Shargird ka number mila lein, Hazrat us se baat karnay ke liye tayyar hain. Ulama-e-Karam aur Sufiya-e-Karam aur Akabareen se Hazrat ki guzarish hai, chahay Hazrat ki sohbat main rehnay walay, chahay sohbat se bahar log jo chalay gaye., Lazmi hai koi bhi Ilmi taur per dawa karta hai aur Hazrat ke Khilaf baat karta hai to Muddai hojata hai. To us ka Mudda Aleh se poochna “Lazim hai”. Lehaza Hazrat isi zameen  pe rehtay hain. Hazrat ki rehaish, Hazrat ka pata, Sab kuch maujood hai. Khat ke zariye, Hazrat ke kisi Shagird ke zariye woh paigham Hazrat tak pohchaya jaye. Jab ke Hazrat ki Mukhlifat main baat Hazrat tak pohach jati hai, koi bari baat nahi.

Lehaza agar koi is ke Khilaf kaam karta hai Hazrat se poochay baghair, Hazrat ke jitnay bhi masail hain woh Shariat ke mutabiq hain aur un main Sharai uzar maujood hai, Khilaf-e-Shara nahi! Lehaza woh shagird 3 saal Hazrat ki sohbat main maujood rahay, jab bhi rahay, koi bhi rahay. Woh cheez us waqt maujood thi, Baad main is ko issue bana kar pesh karna, Seekhnay ke baad, Apna naam banay ke bad Silsilay ka Ghalat Istemal karnay ke baad, yeh propadanda karna. Un (mutariz logo) se yeh poocha jaye ke kya yeh cheez un main pehlay nahi thi? Jab thi to phir us waqt mureedi kuyn? Aur us ka koi Saboot Tehreeri taur per ya Hazrat ke bayanat se pesh kia jaye, ke jo Khilaf-e-Shara ho. Kuyn ke Shariat main Imam aur Mujtahid to Usool hai, magar koi Ghair-e-Mujthid usool nahi.

Jo bhi Sakhsiat, Mufti, jo bhi us per farz hai Hazrat tehreeran Website per dal chukay hain. Ke woh Shakhsiyat ya Mufti, Hazrat se rabta kiye baghair masla jari karay ga to woh Gunahgar khud hoga, us ke baad Hazrat us Shaks ke Khilaf koi bhi Qanooni ya Tehreeri karwai karen ya bayan karen, to Hazrat gunahgar nahi hon gay, kuyn ke Hadees-e-Nabawi (Sallalahu Aleh Wassalam) main aata hai jis mafhoom hai ke “Jis ne ibteda ki, baad wala agar tajawuz bhi kar jaye to woh bari hai”

Lehaza jis ne pehlay ibteda ki hai wohi Mujrim Qarar paye ga, Baad wala nahi. Hum to gunahgar hi hain, koi apna Naik-o-Kaar honay ka Dawat Sabit karay., agar apnay aap ko Naik-o-Kaar Samajhta hai, ALLAH humaray ganhon ko Maaf farmaye.

Magar Shariat ke Hukum ya Usool kisi ke liye nahi badlay jatay, jab ke Shariat main us ke liye Gunjaish na ho.
Bahar haal, jo yeh kahay ke woh Hazrat ki sohbat main raha hai, to woh Muddai hoa, lehaza us ne Dawa Hazrat per kia hai, Lehaza woh Aalim Hazrat se zaroor poochay ga. Kuyn ke humaray Silsilay main, usi Shaks ko Silsilay se Kharij kia jata hai jo Mamlat main Kharabiyan karay, Jo Jhoot bolay, Logo ka pesa khaye.

Yeh woh “Nahi Anil Munkar” hai, jis ko na karnay ka kaha jata hai aur us ke baad, us ko chornay ke bajaye propaganda shuru kardia jata hai.Har ek ko ALLAH ke Darbar main pesh hona hai.

Bus seedhi si baat hai, Insaf ka Taqaza yehi hai ke Amnay Samnay Bitha kar baat karai jaye. Jo log Hazrat ke Mukhalifeen hain, to Jadeed daur hai, Skype maujood hai. Hazrat se waqt lia jaye, us ko bhi laya jaye, Hazrat ko bhi laya jaye. Yahan ke Ulama-e-Karam Maujood hain, Tehreer maujood hai, Hazrat yahan maujood hain, us ko (Mutariz ko) laya jaye, Hazrat ko bhi laya jaye. Amnay samnay bethen gay, aur Shariat ke Tarazoo aur Shariat ke Usoolon ke andar baat ki jaye gi. Faisla Shariat ka hi hoga, kisi ki zaatti ya mizaj ka nahi.Lehaza, jis ne hum se Faida uthana hai, Hazrat ka Rabta muhskil hai magar Na mumkin nahi. Jab tak yeh Mushkil hal na ho us waqt tak Na mumkin baat per fasila na karay.

Hazrat ka rabta bohat aasan bhi hai, yani mulaqat Hazrat ki asani se hojati hai. Hazrat ka rabta Telecom, Email, Skype se to mushkil hai, magar mulaqat main bohat aasan hai. Aap ka koi mulaqati Hazrat se aakr aaram se mulaqat kar sakta hai, Aur aap ka masla poora record kar ke insaf ke saath, woh bhi aur woh baat Hazrat se le jaye, to aasani se aap ke paas pohach sakti hai. Yeh asan hai ke woh Hazrat ko bataye, ke yeh aap ka masla aaya hai aur yeh masla hai.

Lehaza Bila Tahqeeq baat karnay wala khud gunahgar hoga, Hazrat Sheikh Syed Noor Zaman Naqshbandi Shazli (D.B) nahi. Kuyn ke Quran main ALLAH faramatay hain, jis ka mafhoom hai ke “Bila tahqeeq baat karnay wala fasiq hai” Aur kisi ki sohbat main bethnay wala koi daleel nahi, kuyn ke Huzoor (Sallallahu Aleh Wassalam) ki sohbat main Munafiqeen bhi bethtay thay aur woh Sahaba (R.A) ke Khilaf aur Huzoor (Sallalahu Aleh Wa Aalihi Wassalam) ke Khilaf baten kia kartay thay.

Jab Nabi (Sallalahu Aleh Wassalam) ki sohbat main munafiqeen bethay to dunya main koi Wali paida nahi hoga ke jis ki sohbat main bhi ghalat log na bethen. Baqi Ilzam Tarashiyan hona, yeh HAQ ki ALAMAT hai, kuyn ke Ahal-e-Haq aur Huzoor (Sallalahu Aleh Wassalam) per jab Ilzam tarashiyan hoi hain, to kisi per bhi hosakti hai. Ilzamat to Ummahat-ul-Momineen (R.A) aur Ambiya (Aleh Salam) per logo ne lagaye to koi kya cheez hai.
report post quote code quick quote reply
+1 -0
back to top
Rank Image
Arfatzafar's avatar
Offline
India
1,269
Brother
1,585
Arfatzafar's avatar
#108 [Permalink] Posted on 17th March 2016 19:25
What's the reality of all the allegations you people know better but such threads based on character assassination can't be praiseworthy.
report post quote code quick quote reply
+1 -0
back to top
Rank Image
abuzayd2k's avatar
Offline
Eraf
1,317
Brother
404
abuzayd2k's avatar
#109 [Permalink] Posted on 18th March 2016 01:00
Arfatzafar wrote:
View original post


As-salam-alaykum:

This thread is only intended to let people know they should exercise caution with regards to the person mentioned. The members who have posted have sufficient information to say what they have said. A lot of the details have been left unsaid and for good reason.

Again, this thread is just to ensure that what has unfortunately happened in the past does not happen again.
report post quote code quick quote reply
+2 -0Like x 2Agree x 1
back to top
Rank Image
anonymous12345's avatar
Offline
Unspecified
1
Sister
0
anonymous12345's avatar
#110 [Permalink] Posted on 23rd April 2016 20:41
Salam

I have been a victim of black magic and was told to consult Maulana Tahir Kausar of Dar ul Uloom (Karachi). Can anyone confirm if he is genuine in healing black magic? Has anyone interacted with him?
report post quote code quick quote reply
No post ratings
back to top
Rank Image
Offline
Unspecified
1
Brother
0
#111 [Permalink] Posted on 13th May 2017 03:54

Jinn wrote:
View original post
Now they are walking on fire just like shia do. Visit their official facebook page

report post quote code quick quote reply
No post ratings
back to top
Rank Image
Muadh_Khan's avatar
Offline
UK
11,537
Brother
112
Muadh_Khan's avatar
#112 [Permalink] Posted on 14th May 2017 19:00
My first question (which no Raqi usually asks) is this:

Q) HOW do you know that you are afflicted with Black Magic?

Learn to ask this question and you can help many of the Patients.

report post quote code quick quote reply
+2 -0Like x 1Creative x 1
back to top
Rank Image
abu mohammed's avatar
London
26,146
Brother
9,541
abu mohammed's avatar
#113 [Permalink] Posted on 14th May 2017 23:00
Muadh_Khan wrote:
View original post

If they don't ask, could be sign of dodgyness?
report post quote code quick quote reply
No post ratings
back to top
Rank Image
dr76's avatar
Offline
Unspecified
2,178
Brother
5,833
dr76's avatar
#114 [Permalink] Posted on 15th May 2017 13:29
cybernet wrote:
View original post


السلام عليكم

They might walk on water next like this guy..
report post quote code quick quote reply
No post ratings
back to top
Rank Image
abu mohammed's avatar
London
26,146
Brother
9,541
abu mohammed's avatar
#115 [Permalink] Posted on 15th May 2017 16:16
report post quote code quick quote reply
+1 -0
back to top
Rank Image
Muadh_Khan's avatar
Offline
UK
11,537
Brother
112
Muadh_Khan's avatar
#116 [Permalink] Posted on 15th May 2017 16:17

abu mohammed wrote:
View original post

What I am trying to say that is the assessment of a patient and the conclusion that the patient is afflicted is a subjective matter. In majority of cases the diagnosis I see is ften based on:

  1. Experiences (which can be explained)
  2. Dreams (which can be interpreted differently) by another person
  3. Diagnosis of an expert with dubious motives

I can assure everybody reading this that there is NO CERTAINTY in these matters at all. I have seen with my own eyes an individual presenting himself in front of a (known pious) Shaykh getting a diagnosis, getting in a car and going to a second (known pious) Shaykh only to be contradicted and get a second diagnosis.

This is the NUMBER ONE issue which people need to understand. A SINGLE TRAIT which I have found in almost all of the Brothers who are effective in treating (others) is that they are very particular and detailed in taking case histories.

Laymen who visit those who are ineffective get frustrated and question as to why this Shaykh is taking so long to explore my case history? And you can clearly see their agitation.

Laymen think that the Raqi should start blowing on them or treating them straight away.

Anyone who doesn’t take the time to get to know you or analyse your history should be treated with some suspicion. I am not saying that people who get Kashf don’t exist but if then understand that your diagnosis is based on Kashf and not through and detailed case history.

report post quote code quick quote reply
+1 -0Agree x 1
back to top
Rank Image
Offline
Unspecified
295
Brother
150
#117 [Permalink] Posted on 16th May 2017 09:47
I am surprised this guy is still going, people are indeed gullible.
report post quote code quick quote reply
+1 -0Like x 1
back to top
Rank Image
abu mohammed's avatar
London
26,146
Brother
9,541
abu mohammed's avatar
#118 [Permalink] Posted on 15th June 2017 14:44
report post quote code quick quote reply
No post ratings
back to top
Rank Image
hmdsalahuddin's avatar
Offline
Chennai
339
Brother
228
hmdsalahuddin's avatar
#119 [Permalink] Posted on 17th June 2017 13:30
byellow200 wrote:
View original post


there are many devils like him and many are gullible to this trap.
report post quote code quick quote reply
+1 -0Like x 1
back to top

Jump to page: